20 Amazing animal fact | بیس جانوروں کے بارے میں حیرت انگیز حقیقت

Overview

Aj hum animal yani ke janvaron ke bare me bat karenge aur janvaro ke bare mein bihar amazing facts bhi janenge aj zada se zyada animal ke fact janenge to se jante hai animal facts.

20 Amazing Animal facts

1) suar esa janvar he jo kabhi bhi uper nahi dekh sakta 

2) hati ke jism(sharir) ki banavat esi hoti hai jis ki waha se wo kabhi bhi uchhal(jump) nahi sakta

3) ap ne kabhi na kabhi to chocolate khai ho gi lekin ager is hi chocolate ko kuta kha len to wo mar bhi sakta hai

4) puri duniya mein sab se zada nuksan da kide registan mein pae jate hai registan ke titde ek din mein takriban 2000 kilo anaj ko kharab kar sakte hai

5) ap ne kekde to zarror dekhe honge lekin kia ap ko pata hai ke kekde ke dand us ke pait mein hote hai 

6) gold fish ke bare mein to ap ne lajmi suna hoga lekin kia ap ko pata he ke gold fish sirf 3second tak hi sab yad rakh sakti hai or 3second ke baad use kuch bhi yad nahi rehta

7) ap kisi aise janvar ko jante hai jis ke 3 dil hote hai esa bhi ek janverhai jis ke 3 dil hote hai hum baat kar rahe hai octopus ki octopus 🐙 ke pas 3 dil hote hai aur is ka khun bhi nile rang ka hota hai

8) is puri duniya mein sirf jhinga hi esa janver hai jis ka dil us ke dimagh mein hota hai

9) kia ap jante hai ke kuta 10 tarha ki awaz nikal sakta hai

10) ap ne bichho ke bare mein to zarror suna hoga lekin kia ap ko pata hai ke ek bichho 6 dino tak apni sans ko rok sakta hai

11) ap ne lalbec(cockroch) ko to dekha hi hoga lekin ap ko ye pata hai ke cockroch ka sar kat jae to wo 9 din tak zinda reh sakte hai

12) ager ap kisi bichho per thora sa sharab(alcohal) dal den to wo bichho pagal ho jae ga or apne ap ko hi dang mar lega

13) hum ager kuch khate hai to hum apni zuban se us ko chakhte hai lekin titli apne zuban se nahi balke apni tang(leg) se har chiz ko chakhti hai

14) ap logo ne gorele ke bare mein to zarror suna hoga lekin kia ap jante hai ke gurile pani se buhat zada darte he 

15) hati ke bachche jab paida hote hai to wo kuch nahi dekhta sakte lekin phir bhi wo hati ke jhund mein se apni maa ko pehchan lete hai

16) kia ap duniya ke sab se chhote parnda kon hai humaing bird duniya ka sab se chhota parinda hai

17) reticulated python duniya ka sab se bara python hai

18) chimkadar kabhi bhi chal nahi sakte sirf udta hai aur latakta hai

19) ek chil ki umar takriban 70 sal hoti hai

20) ek sher itni tez dahar lagata hai ke ager us ke pas chhote bachche ko rakha jae to wo bachha us ki dahar se mar bhi sakta hai

Ikhtitam

To kaise lage ap ko 20 Amazing animal fact aise aur fact jane ke lie is website per visit kare.

Post a Comment

0 Comments