10 fantastic and amazing human fact | انسانوں کے بارے میں حیرت انگیز حقیقت

Taaruf

Insanon ke sharir me abhi bhi buhat chizen asi hai jo hum nahi jante to Insanon ke sharir me buhat si asi asi chize bhi pai jati hai. jo hume pata bhi nahi hoti to aj hum insanon ke bare mein 20 fantastic and amazing fact janenge to aye hum ye sare amazing or mazedar fact jante hai.

Insanon ke bare mein fact


1) Ager koi insan bina takiye ke sota hai to usse kamar dard mein kafi aram milta hai aur hamari reedh ki haddi bhi sedhi rehti hai

2) Ager koi insan pure din mein 15 minutes apna man pasand kam kare to hamara dimagh pura din khush rehta hai

3) Jis tarha har mobile ke camera ki maga pixel hoti hai us hi tarha ek insan ke ankho ki paga pixel 576 hoti hai.

4) Jo chohte bache hote hai un ke ander bare insan se zyada haddi hoti hai.

5) puri duniya mein sirf aur sirf 2% logo ki aankhen hare(green) rank ki hoti hai

6) insani ke sharir mein sirf hoot esi chiz hai jahaj per pasina nahi ata

7) jase har insan ke ungali ke nishan(fingerprint) alag alag hote hai usi tarha hamari zuban ke bhi alag alag nishan(print) hote hai

8) Har insan apani puri zindagi mein khuwab to Lazmi dekhta hai lekin ap ne kabhi bhi khuwab mein apne ap ko parhte hoe nahi dekha ho ga koi ke insan ka dimagh ek waqt per ek kam karta hai

9) ek insan ke lie bina hat hilae chalna 12% mushkil hota hai

10) Jab ek insan sach bolta hai to us ke hat buhat zyada hilte hai lekin ager koi jhut bolta hai to us insan ke hat nahi hilte.

Conclusion

To ye the aj ke insano ke bare mein fact jo ke buhat amazing fact yani herat angez hakikat to aj ke lie bas itna hi or ye fact ap ko kaise lage.

Post a Comment

0 Comments