Amazing facts about human body | انسانوں کے جسم کے شاندار حقیقت

human facts

Aj hum log insan ke bare mein kuch buhat hi Herat anggez hakikat ke bare mein janenge jo ap ko bilkul bhi nahi pata ho ga or ap ne is ke bare mein suna bhi nahi hota ga
In sab fact ko buhat kam log hi jante honge ager ap jante hai to hume zarror batae to aye aj ke fact jante hai jo ke hai. Amazing facts about human body.

amazing facts about human body

Fact 1:
Ap ye to jante hai ke insan ko hichki ati hai lekin kabhi kabhi ye bilkul bhi band nahi hoti ager ap ko bhi hichki lage to ap apne kan(ear)👂 ke niche wali lo ko apni ungli se raghre to ap ki hichki band ho jae gi Ye kabhi kabhi kam nahi karti.

Fact 2:
Kia ap ke hatheli per x ka nishan hai ek research mein pata chala hai jis insan ki hateli per x ka nishan hota hai wo baki logo se buhat Zyada genius hote hai.

Amazing facts about human body
Amazing facts about human body

Fact 3:
Zyada tar log samajhte hai ke sab se chhoti ungli hamara angutha hai. Lekin hamara angutha sab se chhota nahi hai.

Fact 4:
ager koi insan pani(water) se darne lag jae to us bimari ko hydrophobia kehte hai.

Fact 5: 
Insani sar ka wazan takriban 3 pound hota hai

Fact 6: 
Ek insan takriban 14000 khana khata hai.

Fact 7: 
Ek insan apni zindagi ke takriban 1/3 sal sirf aur sirf sone mein guzar deta hai.

Fact 8: 
Ek insan apni zindagi ke takriban 1/3 sal kam karne mein guzar deta hai.

Aj ke lie bas itna hi ese hi hum har waqt fact jante rahenge ese fact parhne ke lie is website per visit kare.

Post a Comment

0 Comments